Tuesday, July 8, 2014

Ganga behti hai kyun?

Bistar hain apar, praja dono par
Kare hahakar nishapda sada
O ganga tum ganga behti ho kyun?

Naitikata nasht hui, manavta bhrasht hui
Nirlajya bhav se behti ho kyun?

Itihaans ki pukaar, kare hunkaar
O Ganga ki dhar, nirbal jan ko
Sabal sangrami, samagragrami
Banati nahi ho kyun? 

Anparh jan, aksharhin
Anginjan kaijyabihin
Nidrabihin dekh mouna kyun


Itihaans ki pukaar, kare hunkaar
O Ganga ki dhar, nirbal jan ko
Sabal sangrami, samagragrami
Banati nahi ho kyun? 
Vyakti rahe vyakti kendrik
Sakal samaj byaktitya rahit
Nishpran samaj ko tor ti naa kyun

-Bhupen Hazarika

No comments:

Post a Comment